Monday, 27 July 2015

Grave


Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu

[For Those Who Understand Urdu]

AGAR ITNE HADEES DENEKE BAAD BHI KOI USKO NAI MANNTHA TOH O JINDAGI MEIN KABHI BHI KAMIYAB NAHI HOGA......

1. Nabi e kareem sallallahu allahi wasalamﷺ ne Ali eibne Abu Talib raziallahu anhu se farmaya:, Jo koi Mujassama dekho toh use MITAA do, koi OONCHI QABAR dekho t...oh use BARABAR kardo. >
Muslim : 969•••••••••••••••••••••••

2. Nabi e kareem sallallahu allahi wasalamﷺ ne un logo ke upar LAANAT ki hai, jo log QABRON par jakar chiraag jala te hai. >
Abu Dawood : 3230•••••••••••••••••••••••

3. Nabi e kareem sallallahu allahi wasalamﷺ ne QABRO par Masjid (Sajda karne ki jagah) bana ne walo par LAANAT farmayi hai. >
Abu Dawood : 3288•••••••••••••••••••••••

4. Rasul allah sallallahu allahi wasalam ﷺ ne QABAR par BAITH ne se, QABRO ko PAKKI karne se, QABRO ko OONCHA karne se, QABRO par kuch TAMEER karne se aur QABRO par likhe huye PATTHAR laga ne se manaa farmaya hai. >
Abu Dawood : 3225•••••••••••••••••••••••

5. Rasul e kareem sallallahu allahi wasalamﷺ ne ne farmaya: Jo shakhs kisi QABAR ka MUJAAWAR bane, us se behtar hai ke wo AAG ke angaarey par baith jaye aur AAG uske jisam aur uske kapdo ko jalaa kar raaqh kar daale. >
Muslim : 2119•••••••••••••••••••••••

6. Nabi e kareem sallallahu allahi wasalam ne farmaya: Meri ummat kebad-tareen log wo honge, jo QABROn ki ibaadat karenge, jinki zindagi hi me unke upar qayamat aayegi.>
Musnad Ahmad : 3844•••••••••••••••••••••••

7. Rasulallah sallallahu allahi wasalamne ﷺ QABRO'N par imaaratein (dargah, khankhwah, Masjid) khadi karne(baand'ne)se MANAA kiya hai.>
Muslim : 970•••••••••••••••••••••••

(¯`v´¯)___LIKE`•.¸.•'______SHARE¸.•´¸.•¨) ¸.•¨)__TAG(¸.

Share: Grave

1 comment:

  1. Bhai auliya Allah K mazarat Unka faiz pane k liye jaate naa k ibadat k liye. Aap likh kar Post kiya hoga jahil insan.

    ReplyDelete